How to create A Free Website

Free website kaise bnaye? 

Today mai is post me ye btaunga ki website (blog) kaise bnate hai. internet ki is dunia me sab log apna ek blog bnana chahta hai jisse vo is dunia me chha jaye.Agar aap ye website free me bna lete hai to apka hi profit hai.aur vaise bhi pahale to apko blogging ko learn karne me time lagega isiliye pahale aap free site hi use kare.
ap soch rhe honge ki mai ek bar website aur ek bar blog likha hu iska ye matlb hai ki website ko hi blog kahte hai.aap in words se confuse na ho. Bs inme thoda antar hai blog ke liye hosting kids jarurat nahi hoti hai aur website ke liye apko hosting leni padati hai. Ab aap soch rahe honge ye hosting kya hai. To mai yhan apko iske bare me btaunga to bhut time lagega. Isiliye aap pahale ye sikhenge ki apna blog kaise bnaye.

aviator-arif

Website Kyu Banaye? 


ap website se earning kar skte hai
agar ap blogging me success ho gye to.

sabhi log money earning krna chahte hai.ap website bnakr ispe apni knowledge ko share krenge aur agar apka website(blog) post ko log pasand krenge to apke blog pr trafgic bahegi aur jb apke blog pr traffic badhegi to aap apne blog ko adsense ke liye apply kar skte hai or agar apka blog ad dikhne ke layk hoga to adsense apko approval ka massage dega Apke email pr.ab approval milne par ap apne blog post me ad lgakar earning kar skte hai.
to chaliye jante hai ki website kya hota hai.

⏩website kya hota hai? 

jaise ki hm net pe search karte hai ki website kya hota hai to isase related kai post aa jate hai yhi post website dvara kisi n kisi dvara likha hota hai.to ye information jo hme milata hai vo jis platform par milata hai usi ko site kahte hai. 
to aaiye jante hai ki apna khud ka website kaise bnaye without no any cost paid.

⏩website kaise bnaye

Website two types ki hoti hai. 

1-free blog [website]

free website(blog) bnane par apko google ko paise nahi dene padte hai.
ye website bnane ke liye [blogger.com] plateform ka use krte hai.iss par abko free domain blogspot.com mil jata hai. Bad me aap apna custom domain buy kar sakte hai. 

2-paid website

ye website bnane ke liye [wordpress.com] plateform ka use krte hai.yhan apko domain aur hosting ki jarurat hoti hai. Jinko buy karna hota hai. Inke bina iss platform par site nahi bna sakaten. 
to friend chaliye ab jan lete hai

⏩free website bnane ke liye kya-kya hone chahiye

  • apka gmail id hona chahiye.agr nhi hai to bna le .
gmail id bnane ke liye niche diye gye link pe click kre
           ⏩ gmail.com

⏩ website bnane ke liye niche diye gye steps ko follow kriye 

1st step- sbse phle ap blogger.com pr jaiye   

                 ,click krte hi ek nya window open hoga  jisme apko creat a new blog  pr click krna hai.

Arifabid.com
                 
 Aap screenshot me dekh skte hai.

2nd step-  creat a new blog pe click kre nya popup window open hoga,jisme 


apko sign in krna hai yha ap apna email 
address dale or next button pe click kre

3rd step- Next button pe click krne pr ek nya window open hoga yha apna gmail id bhare or    password dale or next button pe click kre
.
4rth step- Next button pe click krne pr ek nya page open hoga jisme apko apne blog ka profile picture select krna hai. Ap google+ profile ya blogger profile select kre / Ap blogger profile select kare aur creat a blog profile par click kare.


5th step-  creat a profile pe click krne par ek nya window open hoga.

 open hoga jisme ap display name(apna nam) fill kre or continue to blogger pe click kare. 

6th step- Ab ek new window open hoga jisme ap creat a blog par click kre then dubara ek nya popup window open hoga jisme.
Arifabid.com

title - title me apne blog ka title bhre jo apko pasand ho / jaise mere blog ka title    hai.   Kuch nya shikhe 

address-  address me ap apne mn pasand ka address  bhre / jaise mere blog ka address hai 
aqsarif.blogspot.com/ .ab ap apne blog ke liye theme select kre apne man pasand ka theme select kre/ap simple theme select krenge to tic hoga.ab create blog pr click kre

 ⏩   congrats ab apka blog bn chuka 

agr apko mera post pasand aya  ho to follow kre or share bhi kare. 
and apko blog bnane me koi bhi problem ho rhi hai to comment me puch skte hai. 
Apka blog ban jane par apko bhut kuch apni blog kids setting karni hai. Aap mere blogging related post ko padh ke apne blog kids full setting kar lijiye. 
i hope apko sab kuch achche se samajh aya hoga gar apko blog bnane me koi problem ho rahi hai to comment me apni problem share kar sakte hai.

Post a Comment

👉 HERE YOU CAN ASK ANY QUERY or DOUGHT & FOR MODULE PAPER ,NOTES YOU CAN WHAT'S APP ME 👉 🔥7052915096🔥

Previous Post Next Post