AdSense Policy Violations Kaise Check Kare?

What Is AdSense Policy Violation ?

Hello friends! I am arif founder of this blog today mai.Iss post me bataunga ki Adsense Policy Violation kya hai aur ham kaise pta kar sakte hai ki apke site par AdSense policy violations hai ya nahi.nitane bhi blogger hai. Unme se maximum blogger AdSense se hi earning karte hai. Isiliye yah bahut jaruri ho jata hai janana ki AdSense policy violations kya hai.
To chaliye friends ham apko apne iss topic me badhte hue btayenge ki policy violations aur isse hone wali problems kya hai. Aur aap kaise pta kar sakte hai kaise isse bach sajaye hai.

Arifabid.com

AdSense policy violations Se Kya Loss Hai? 

Agar aap kuch time se blogging kar rahe ho to apne jarur suna hoga. Bloggers ko bat karte hue ki unaka AdSense disable ho gaya hai.
Bloggers ki AdSense account disable hone ka sabse badi reason yahi hai. AdSense Disabled hone ka ek aur bhi reason hota hai. Invalid click agar apke blog post me lage ad par bhut jyada invalid click ho rahe hai aur agar apke invalid click ka ctr 15% ho gaya hai to ab apka blog jarur disable ho jayega.apke blog par AdSense ka ctr 15% se kam hona chahiye. 

AdSense policy violations kaise Hota hai? 

Jaise ki aap blogger hai.aur aapne apne blog par comment karne ki policy bnai hogi aur agar koi bhi iss coment policy ko break karta hai to aap uska comment publish nahi karte ho. 
Same isi tarah AdSense hai. Insane bhi ad lagane ka kuch rules bnaye hai. Jise AdSense policy kahte hai. Aur jb koi blogger jaake policy ko break karta hai to isi ko hm AdSense policy violations katate hai.aur jb AdSense policy ko koi blogger todta hai to usaka AdSense account disabled ho jata hai. 

Types Of Policy violations

Adsense Policy Violation two types ke hote hai.
1 -Account level Violation
2- Site level Violation
3-Page Level violation

#1-Account Level Violations:

Jab aap apne blog me lage ad code me kuch changes karte ho ya phir AdSense account ko apne bare me wrong information dere ho to ye violation late hai.

#2-Site Level Violations:

Jab aap apne site me copyrighted content aur adult content use karte ho to tab ye policy violations hota hai. Page level site violations yahi hai. Agar aap post write karne ki policy ko breakup karte ho to ye policy violations hote hai.

Friends agar apko AdSense policy ki January nahi hai to maintain than ye link share kar RHA Hun aap ISS link par Jakarta AdSense policy ko read kar sake ho.


How To Check AdSense Policy Violation? 

Apko issue bat ka hmesha dhyan Dena hoga ki apke site par invalid click jyada to nhi ho rate ya phir apke site par koi policy violations to nahi hai.
Ab aap such rahe Hong ki kaise check kare to friends main apko step by step by btata hun ki kaise aap policy violations check kar skate ho.vaise to google AdSense always apke site ka review karta that hai aur jab bhi policy violation ki problem aati hai to apke gmail par notifications share karta hai aur reason bhi bataya hai policy violations ki reason kya hai.
Policy violations ko check karne ke liye niche diye gaye steps ko follow kare.

#1-Step

Sabse pahale aap apne AdSense account me login kare. Usage bad left side me dikh rahe left icon par click kare. Ab aap Account ki option par click kare. 

Arifabid.com

#2-Step-

account ke option par click karne parne apko ek aur option milega yhan. Aap policy center ki option par click. 

Arifabid.com

#3-Step

Ab apke samne ek page open hoga. Aap niche diye gaye image me dekha sakaten hai. Yhan likha hua hai. Congratulations No policy violations detected. Matlab ki mere site me kli policy violations nahi hai. 

Arifabid.com

To friends aap iss tarah se policy violations check kar sakte ho. Aur agar apke site MD policy violations hai to aap AdSense ko report kare.

Agar apko meri ye post achchi lagi ho to share aur comment jarur karen. 

Post a Comment

👉 HERE YOU CAN ASK ANY QUERY or DOUGHT & FOR MODULE PAPER ,NOTES YOU CAN WHAT'S APP ME 👉 🔥7052915096🔥

Previous Post Next Post