Facebook se Daily 10,000+ Traffic Kaise Laye Website Par

Facebook se Daily 10,000+ Traffic Kaise Laye Website Par

facebook ke bare me to janate hi honge.facebook par sabhi logo ka id hota hai aur isaka use sab koi apne apne jarurat ke hisab se karta hai.Aur sabhi blogger iska use apne website par traffic ko boost karne ke liye karate hai.Sabse jyada traffic google,facebook aur youtube sites par hoti hai. Ye tino world most no 1 site hai.Sabse jyada visitors inhi sites par online rahate hai.To isiliye bloggers inka achhe se use karke apne website ki traffic increase kar sakate hai.
aaj mai apko is post me yahi bataunga ki facebook id se blog website ki traffic kaise increase kare.sabhi bloggers ka yahi dream hota hai ki unake website par jyada se jyada visior aye unake website par bahut adhik traffic ho.Kyoki traffic ke bina hmara earning bhi nahi ho sakata.Isiliye sabhi blogger apne website par traffic lane ke liye kya kya nahi karate hai.Kuch bloggers to Apne website par traffic ke liye paid traffic late hai.kuch sites ko paise dekar.agar aap isake bare me sochate hai to ye apko bahut jald hi Apko unsuccessful blogger prove kar dega.Ap mehnat karoge to apke blog par traffic jarur aayegi aur apke blog par traffic tabhi hogi jab aap quality post likhenge jisaki jarurat hai logo ki us topic par artical likhe.to hm bat kar rahe hai blog par facebook se 10,000+ se adhik tarffic kaise laye.

Facebook se Daily 10,000+ Traffic Lane Ke Best Tips

sabhi blogger apne website ki post ko sabhi social media par share karte hai.Ap bhi karte honge.Facebook par bhi post ko share karte hai.isiliye mai yhan apke sath kuch ese tips ko share kar raha hun jise aap follow karke apne website ki traffic ko boost kar sakate hai.

facebook icon

Make More Facebook Friend

aap facebook par friend to bnate hi honge.aap facebook par 5,000 friend bna sakate ho ye facebook friend ki limit hai.aap adhik se adhik friend bnaiye apke facebook id par jitane adhik friend honge aapke website par utane adhik hi traffic increase hogi.isiliye aap adhik se adhik facebook id par friend banaye.
example deta hun.
  • man lete hai apke fb  id par 1000 friend hai Agar aap koi post share karte hai to kam se kam 500 friend usako jarur open karenge aur agar apki website achhi lagi to aur post ko open karke padhenge.agar man lijiye 500 visitor open karte hai aur ek ek post aur open karte hai to apke website ki traffic 500×2=1000 pageview hogi.Dekhe kitana profit hai.
  • Man lete hai apke facebook id par 2,000 friend hai to agar aap post ko share karte hai aur agar 1,000 friend post ko open karte hai.aur aap janate hi honge koi bhi visitor website par ane par Dusara post jarur open karta hai.to man lete hai ek ek post aur open karte hai to apke website par 1,000×2=2,000 pageview honge.Maja aa gaya na ye samajhkar kitna better tips hai.Facebook se traffic lane ki isi tarah aap jitna friend rakhenge fb id par utana hi adhik traffic hogi milegi apke website ko.Is tarah aap apne facebook+fb page se maximum 10,000 pageview pa sakate ho.
To ab aap soch rahe honge ye to thic hai but facebook par itana adhik friend kaise bnaye.friends isaki bhi solution de raha hun.
itana assan nahi ki fb par itana adhik friend bnana.but agar aap thodi mehnat karoge to jarur esa kar payenge.and you know that bina mehnat ke kuch nahi ho sakata.

Facebook par 5,000+ Friend Kaise Banaye Best Traffic Ke Liye Tips

Facebook par iatana adhik friend bnana itana aasan nahi hai.but phir bhi aap mehanat karoge to jarur safal hoge agar aap 2,500 thousands hi friend bna lenge to bhi apka bahut profit hoga.to dhekhiye isake liye aap niche diye gaye tips ko follow kare
  1. aap daily 100 logo ko friend request kare.agar isame seo 50 Log bhi accept kar lete hai to Apke Facebook Id par 1 month me 50×30=1,500 friend ho jaayenge sochiye kitana adhik friend aap bana sakate ho.isiliye aap adhik se adhik logo ko friend request send kare.
  2. Facebook id par aap ek best dp lagaiye jisase log aapke id par attract ho.Aur jinhe friend request kare vo accept karne ke liye majbur ho jaye.esa dp lagaiye.Kyoki first impression hi apko best karna hota hai.to friend ab apko sab kuch samajh aa gaya hoga.kaise kya karna hai.Ab aage badhate hai.you know keval post share karne par log apke post ko nahi open karenge post ko bhi attractive bnana hoga.share bhi ek best tarike se karna hoga.

Facebook Par Post Share Kaise Kare Best Traffic Ke Liye?

facebook par post share karne ke liye mai yhan kuch topic bata raha hun jise aap share kare.

1- Make Facebook Page For Your Website

aap apne website ke liye facebook page bnaiye aur apne blog ke sabhi post ko us page par share kijiye aur apne friends ko invite kijiye facebook page ko like karne ke liye.isiliye sabse pahale aap fb page bna le ye apke website liye bahut hi important hai.

2- Use # Hatch Tag

aap facebook par post ko share karne ke liye # tag ka use kare.# tag ka use karne par log adhik attract hote hai.aur post ke link ko open karne ke chances badh jate hai.

3-Use Some Keyword For Sharing Post

post ko fb par share kariye aur usake bare me kuch likhiye taaki log attract ho aur apke dvara likhe fb par post ke title ko padhne par apke post ko jarur open kare.

4-Share Post On Right Time

Kuch blogger post ko publish karne ke baad turant fb par bhi share kar dete hai time ka dhyan nahi dete hai.but aap esa na kare post ko hamesa Subah me 5:30 se 7:30 ke bich me share kare.dopahar me 1:00pm - 2:00pm ke bich post ko share kare aur night me 7:30Pm - 9:00Pm ke bich post ko share kare taki in time par jyada se jyada log facebook par online rahate hai aur jab in time par post ko share karenge to jyada pageview hone ki possibility badh jati hai.

 5- Tag Friend In Post

post ko share karne se pahale us post me jyada se jyada friend ko tag kare isase apka profit hoga.post ko fb group me bhi share kare friends ke timeline par bhi share kare.

Concusion-

is tarh aap all topic ko follow kare.Aapke blog par traffic jarur boost hogi.aapko post padh ke samajh aa gaya hoga apko kaise kya karna hai.aur blog par Ten thousand daily traffic fb se kaise laye.to friends agar aap in puri tips ko follow karege to aap esa jarur kar paayenge.
to friend apko mdri ye post kaisi lagi comment me jarur bataye aur is post ko apne friends ke sath share jarur kare.

7 Comments

👉 HERE YOU CAN ASK ANY QUERY or DOUGHT & FOR MODULE PAPER ,NOTES YOU CAN WHAT'S APP ME 👉 🔥7052915096🔥

  1. Aapka artical mujhe pasand aaya aap ka post mai share kar diya hu aap mera website link share kar de

    ReplyDelete
  2. *An impressive share, I just given this onto a colleague who was doing a little analysis on this. And he in fact bought me breakfast because I found it for him.. smile. So let me reword that: Thnx for the treat! But yeah Thnkx for spending the time to discuss this, I feel strongly about it and love reading more on this topic. If possible, as you become expertise, would you mind updating your blog with more details? It is highly helpful for me. Big thumb up for this blog post! www.dynamicmarketing.sg

    ReplyDelete
  3. hum ek dusre ki helf karke aage nikal sakte hai, agar koi aapni website ki earning badhana chata hai toh humari website me visit karke aur comment kare yes,
    niche mai aapni website ki link de rha hun.
    mera website ka naam hai, > hindigayan.online
    https://www.hindigayan.online/2019/05/iball-new-laptop-12990-free.html

    ReplyDelete
  4. Good day webmaster, commenters and everybody else !!! The site was absolutely awesome! Lots of great info and inspiration, both of which we all need!b Keep ‘em coming… all of you can like a great job with such Concepts… can’t tell you just how much I, for just one appreciate all you decide to do. seo company uk

    ReplyDelete
  5. The goal is to empower guests who visit their site to likewise tap on your connection. ExcelR Digital Marketing Course in Sydney

    ReplyDelete
  6. The important thing is to make sure the links are posted in an area where they are Do Follow. ralevant backlink

    ReplyDelete

  7. Enroll in this cloud computing course and ace all Cloud Certification examinations.Transform yourself into a consummate Cloud Solutions Architect.
    360DigiTMG is providing with certification course at Hyderabad.

    ReplyDelete
Previous Post Next Post