AdSense Link Ad Kaise Create Kare?

AdSense Link Ad Kaise Create Kare? 

Aap eak blogger hai to aapko pata hoga link ad kya hota hai but phir bhi mai apko jaake bare me kuch bata deta hun. 
Jaisa kisi name se hi pta chalata hai. Is ad me koi pic  ahi show hoti hai. Isme apke post se rated queri hi show hoti hai. Agar aapne link ad ko nahi dekha hai to aap niche diye gaye screenshot me dekha sakaten hai than ek link ad ka screen shot dikhaya gaya hai.

Arifabid.com

Aaj ke is post me mai apko batane wala hun ki link ad ko kaise create karte hai. Aur isse kya profit hai. 
Jada tar sabhi blogger apne blog par 3 text ad, 3 link ad ka use karte hai. Kuch time pahale AdSense ki policy thi ki blogger apne blog pat ek hi page me limited ad laga samete the but AdSense ne is policy ko khatm kar diya ab koi bhi blogger apne blog me unlimited ad lava sakta hai. But mai apko suggest karunga aap bilkul esa mat karna aap 7 ad se jyada mat lagana nahi to apki blog ki loading time bhut badh jayegi jisse apke blog par ane wale visitors ko problem hoti hai. 

Link Ad Kitane Types Ke Hote Hai? 

Vaise AdSense sabhi ad unit ko 7 size diya hai. Aap link ad ko bhi in 7 size me create kar sakte hai. Ye 7 size kya kya hai apko mai than niche de raha hun. 

1-Automatic Size (responsive link) 
2-700×15 (Horizontal large) 
3-468×15 (Horizontal medium) 
4-200×90 (Vertical X-Large) 
5-180×90 (Vertical Large) 
6-160×90 (Vertical medium) 
7-120×90 (Vertical small) 

Apko to pta hi hoga inami se sabse better responsive ad hai kyuki ye apna size khud space ke according manage kar leta hai. Agar aap ye soch rahe hai ki aap kaun sa ad la
Size use kare to mai apko suggest karunga aap responsive size ko hi select kare. Kyuki agar apke blog par mobile se jyada traffic aati hai to ye apka site ke liye best hai kyuki ye mobile version me bhi good look deta hai. Isiliye aap isi size ka ad use kare. 

Link Ad Lagane Se Kya Profit Hai? 

Link ad lagane se apke blog ka much profit hota hai. Jo mal apko than batane ja raha hun. 
increase Earning 
Ye ad use karne par apke blog post me lage ad par click hone ke chances bhadh jate hai kyuki is ad me apke blog post ke query hi show hote hai. Jisse koi n koi visitor jarur is ad ko open karta hai. Is tarah apke blog ki earning bhi thodi increase hoti hai. 

Link Ad Kaise Create Kare? 

To chaliye friend ab mai apko batata hun ki link ad aap kaise create kar sakte hai. 

#Step1

Sabse pahale aap apne AdSense account ko open kare aur home ke bagal wale icon par click kare. Ab yhan apko bhut sara option dikhega. Inme se aap ads par click karke niche diye ad unit ko option par click kare. Aap image ko help le sakte hai.

Arifabid.com
#Step2-
Ab apke samne ek new page open hoga aap image me dekha sakaten hai. Ab aap new ad unit ko option par click kare. 

Arifabid.com

#Step3
Ab apke samne ek aur page open hoga aap than diye gye image me dekha sakaten hai. Isme se apko text and display ad ko option par click karna hai. 

Arifabid.com

#Step4
Ab aap soch rahe honge ki ye to pahle ki hi tarah sab kuch bta rahe hai. To patience rakhe link ad bhi isi option se bnaya jata hai. Name ki option me ad name fill kare  
Arifabid.com

#Step5
Jaise hi aap recommended ki option par click karenge to apko bhut sare option milenge ad unit bnane ke. Aap niche diye gaye image me dekh sakte hai. 

Arifabid.com

#Step6
Aap yhan link ads ko option ko select kare. Aur ab save and get ko option par click kar ad get prapt kar le. Aur is tarah aap apne website me link ad laga sakte hai. 

To friends apko ye post kaisi lagi comment me jarur bataye. Aur aapne meri site par apna time diya iske liye thank you. 

Post a Comment

👉 HERE YOU CAN ASK ANY QUERY or DOUGHT & FOR MODULE PAPER ,NOTES YOU CAN WHAT'S APP ME 👉 🔥7052915096🔥

Previous Post Next Post