Search Engine Se Traffic Nahi Milane Ke Reason

Search Engine Se Traffic Nahi Milane Ke Reason

aaj ham bat karenge ki blog me 30-50 high quality post hone ke baad bhi search engine se traffic nahi mil rahi hai.Esa kyo hota hai.Isi ke reasion ko mai apke sath share karunga.Agar apke blog me 100+50 post hai Aur phir bhi apke blog par search engine se kam traffic hai iska sidha matlab hai ki aap jarur kuch galat kar rahe hai.Agar apke blog par search engine se traffic achhi hai to aap ek successful blogger hai.

Search engine se traffic nahi milane ke reasion

To aaiye un galatiyo ko aapke sath share kar rahe hai jiske wajah se apke blog par traffic nahi hai taaki aap apne galatiyo ko sahi kar apne blog par search engine se achhi traffic la sake.

8 Reasion Search Engine Se Traffic Nahi Milane ke

ab aap niche diye gaye tips ko padhe taki aap apne galatiyo ko sahi karke ek best blogger ban sake.

1#-Your Website Is Not Indexed In Search Engines

bahut se new blogger apne blog ko search engine me submit nahi kiye hote hai.Isiliye inke blog par traffic nahi hoti hai.agar aapka blog Search engine me submit nahi hai to sabse pahle aap all search engine[ jaise google,yahoo,yandex,bing ] mesubmit kar lijiye.Kyoki ye search engine ko batata hai ki es neme se bhi website hai aur apke blog post search engine me indexed hote hai jisase apke blog par achchi traffic aane lagati hai.

example:agar apne blog ko submit nahi kiya hai to apke blog par 100 pageview hai to submit karne par apke blog ki traffic 1000 pageview ho jaayegi.

2#-Don't Submit Blog Sitemap

agar aapne blog ka sitemap bnakar search engines me submit nahi kiya hai tobhi apke blog par seo ki kami hogi aur traffic bhi kam hoga.isiliye aap All search engine me blog ka sitemap bnakar submit kar lijiye kyoki agar aap apne blog post ko search me jaldi lana chahate hai to apko sitemap submit karna chahiye.Sitemap search engines ko btata hai ki apke blog par kab aur kitne post publish ho rahe hai isake hisab se search engine post ko jaldi crawl karke indexed karta hai.

3#-Don't Use Keywords

agar aap apne blog post me keywords kaa use nahi kar rahe hai to isase bhi apke blog par traffic ki kami hogi.Isiliye aap apne post me keywords ka use kare.
Keywords ka use Post title,Heading,post link me use kare.
example:- mana koi visitor search karta hai blog ki post ko search engine me jaldi kaise laye. To isame search engine keyword ho gaye.

aap post likhne se pahale us topic se related keywords ko search karke dekh le.Aur jab post likhna start kare to sahi tarike se keywords ka use kare.Ye apke blog par traffic ko improve karega.

4#-Don't More Post Content

search me high ranking paane ke liye aapke blog par post content ki kami nahi honi chahiye.matlab apke blog ka post 1500-2000 words ka hona chahiye tabhi apke blog par achchi traffic hogi aur ranking bhi better hogi.isiliye aap aone blog par long post aur quality post publish kijiye.

5#-Don't Use Heading In Post

bahut se new blogger post to likhte hai but post me subheading ka use nahi karte hai ye bahut he galat hai.Agar apko best blogger bnana hai to sabhi rule ko follow kare.Post me subheading ka use karne par visitor ko post ko samajhne me assani hoti hai.
aur isase ek aur fayda hai agar koi keyword search hai aur agar apke post ke subheading se related hota hai to bhi apka blog search engine me show hota hai.To aap apne post me subheading ka use jarur kare.

6#-Don't Share Post On Social Media

apne blog par traffic lane ke liye sabhi bloggers apne blog post ko social media par share karte hai isiliye aap bhi apne blog par traffic ke liye post ko social media [jaise-facebook,twitter,whatsapp etc] Par share kijiye.Search engines social media par share ki gi post ko jaldi indexed karte hai aur isase apke blog ko backlink bhi milati hai.

7#-Don't Use Numeric Words In Post

aapne search resault me dekha hoga bahut se blog post title me kuch number bhi likhe hote hai [jaise 5 badi mistake in blogging] sabhi blogger is trick ko use karte hai apne post ko friendly bnane ke liye.Isase search engine bhi apke post ko jald he indexed kar leta hai. Aur visitor bhi ese post ko jyada open karte hai.isiliye aap bhi apne post me numeric word ka use aavashykata anusar kare.

8#Don't Use Image In Post & External or internal link

blog post me bahut he important hota hai images ka use karna. ham apne post me post se related image ka use karte hai aur post me add image ko description bhi dete hai image description search engine ko batata hai ki ye image ki is post me kyo use kiya gya hai. Ek image 1000 words ke brabar hota hai.Isiliye aap bhi post me image ka use kare post ke anushar.

aur apne blog post me dusare post ka link bhi add kare taki apke blog par ane wala visitor apke blog par jyada time tak ruk sake. Blog post me apne he blog ke dusare post ke link ko add karne par isako internal link kahate hai.aur apne blog par dusare site ke link ko add karne par isako external link kahate hai.

9.Don't Optimize Post Image

Some bloggers use the image in the blog post, so I had said earlier that some people just add to the show but do you know that they will help you to get Traffic from the search engine but for this you can do Image Have to optimize. Read this post for more information.

10.simple Post Title

Some people write Post Powerful but make a mistake in Title as they do not use the Numeric word like Top 11 and English words like Reasons, Mistakes etc. in the Post Title, which does not feel like reading the visitor too . The biggest mistake in Hindi Blogger Title is that if he writes in Post Hindi, then the title is given in Hindi too. So if you have written in Hindi, then its title will be in Hinglish like "10 Mistakes jinke wajah se Search engines se traffic nhi milta hai.

Finaly-

ab aapko samajh aa gaya hoga ki kyo apke blog par search engine se traffic nahi aa rahi hai. In sabhi topics ko follow karke aap apne blog par better traffic la sakate hai.
to friends apko meri ye post kaisi lagi comment me jarur bataye.aur post ko share karna na bhule.

Post a Comment

👉 HERE YOU CAN ASK ANY QUERY or DOUGHT & FOR MODULE PAPER ,NOTES YOU CAN WHAT'S APP ME 👉 🔥7052915096🔥

Previous Post Next Post